Roman script

dekho yaaro jahan ke chehre, sau hazaro dekhe hai

lakho kanto se zyada chubhte, do naato ke pehre hai

dekho taaro se zyada chamke wo yaaro ke mele hai

lakho waaro se zyada gehre do baato ke chehre hai

o samjhe kaha re, ye khwab bechare

wo jalte hai saare, hai shole angarey

jahan se ye jaana ke sab anjana

befikre dhuni hai, na apna thikana

jahan se ye jaana ke sab thukrana hai

jalte nashe me ye hai aye aye na na

yeh na suraj ki aag, na aandhi tufaane

na lehro se sehme kinaare

ego ke bhi baap, attitude ke maare

middle finger pe ye jahan re

na na nana nanana, na na nana nanana

dekho

Explore this song