Roman script

angara hu main tu komal kali, komal kali
kyu tu mujhe pyar karane chal 
kyu tu mujhe pyar karane chal 
tere pyaar ki jyot dil mein jali, dil mein jali
aaungi main to teri hi gali
aaungi main to teri hi gali
tufano mein jivan mera kaise bachayega daman tera
main to sambhalungi tujhko aise
gori ka aanchal dip ko jaise
sajna sajna sajna, sajni sajni sajni ho o o
angara hu main tu komal kali, komal kali
kyun tu mujhe pyar karane chali
tere pyar ki jyot dil mein jali, dil mein jali
aaungi main to teri hi gali
pyar mein mere kya paayegi, jinda hi tu jal jayegi
jalana pada to sath jalungi, roshan teri rahe karungi
sajana sajana sajana, sajani sajni sajni ho o o
angara hu main tu komal kali, komal kali
kyu tu mujhe pyaar karne chali 
kyu tu mujhe pyaar karne chali
tere pyaar ki jyot dil mein jali, dil mein jali
aaungi main toh teri hi gali
aaungi main toh teri hi gali
sajni sajni sajni, o sajna sajna sajna

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar