Roman script

ang ang mera gaane laga dil ke fasane
ang ang mera gaane laga dil ke fasane
koi na samjhe koi na jane 
ang ang mera gaane laga dil ke fasane
koi na samjhe koi na jane 
seene mein bhadke meethi jawala re
ankhiyon se chhalka ras ka pyala re
seene mein bhadke meethi jawala re
ankhiyon se chhalka ras ka pyala re
kajra bhi chahe gajra bhi maange
aai jawani man hua matwala re
koi na samjhe koi na jane 
ang ang mera gaane laga dil ke fasane
koi na samjhe koi na jane 
dhadkan ne chhedi kaisi shehnai 
man ko dasti hai ab to tanhai 
dhadkan ne chhedi kaisi shehnai 
man ko dasti hai ab to tanhai 
sheeshe ki tarah gora tan tadke
darpan ke aage jab lun angdaai

Song details

Song video

Watch on YouTube