Roman script

anewala kal ka suraj 

naya savera layega

gum ka kala andhiyara 

phir dur kahi kho jayega

gum ka kal andhiyara 

phir dur kahi kho jayega

ha aisa savera ayega

jine ke liye jindagi ko 

duniya me har admi ko 

kabhi hasna padta hai 

kabhi rona padta hai

kuch pane ke liye 

kuch khona padta hai

Explore this song