Roman script

andhkar andhkar

andhkar chhaya 

andhkar chhaya 

aakash zanzanaya

toofan ban ke kisne 

deepak mera bhujhaya 

deepak mera bhujhaya 

andhkar chhaya 

aakash zanzanaya

toofan ban ke kisne 

deepak mera bhujhaya 

deepak mera bhujhaya

andhkar chhaya 

aakash zanzanaya 

ye kya hua aachanak 

ghadiya pralay ki aayin 

ki maut ki ghahtaye 

charo taraf hai chhayi 

kis devta ne mujh pe 

kis devta ne mujh pe

apna kop hai dikhaya 

deepak mera bhujhaya

andhkar chhaya 

aakash zanzanaya 

kyu mujh pe hi giri hai 

ye bijliyo ki jwala 

kyu lut gaya hai mere 

sansaar ka ujala

ye kis janam ka badla 

ye kis janam ka badla 

hai takdeer ne chukaya 

deepak mera bhujhaya

andhkar chhaya 

aakash zanzanaya 

bhagwaan sunte nahi 

mere karun pukar 

unse yeh hai puchti 

mere aanshuyo ki daar  

yeh kaise inthaan tu 

leta hai baar baar

kyu lut raha hai aaj mere 

pyar ka shringar  

bhagwaan bhagwaan bhagwaan

Explore this song