Roman script

andhera hai na jaane kaisa ye andhera hai 
ha andhera hai na jaane kaisa ye andhera hai 
andhere ne allah jaane mujhko kyun ghera hai 
ho andhera hai 
aag ye kaisi dekho jala rahi 
kaisi tadap hai jo tadapa rahi 
bhid mein lakho ki tanha hu main 
baat samaj mein na ye aaye mujhko
koi bataye khata kya hui 
ho andhera hai 
na jaane kaisa ye andhera hai 
dard mera ab thamta nahi 
mann ye mera to kahi ramta nahi 
chaino karar kyun mujhko nahi 
paav mera kahi jamta nahi 
koi bataye khata kya hui 
mukaddar ne ruthke mujhse kyun muh phera hai 
mukaddar ne ruthke mujhse kyun muh phera hai 
andhere ne allah jaane mujhko kyun ghera hai 
allah jaane mujhko kyun ghera hai
ha andhera hai 
ho andhera hai

Song details