Roman script

andhe safar me hum bhi tum bhi

jiwan ki rahe lambi

andhe safar me hum bhi tum bhi

jiwan ki rahe lambi

kya tera kya mera maya ka hai fera

kahe ko bhule dharam bhi

andhe safar me hum bhi tum bhi

jiwan ki rahe lambi

shishe ke ghar me se maro na pathar

bada beraham hai kismat ka chakar

kismat ka chkkar kho doge heera janam bhi

andhe safar me hum bhi tum bhi

jiwan ki rahe lambi

mati ka mela hai sara jhamela

pinjre ka panchi udega akela udega akela

chutega jhutha bharam bhi

ho andhe safar me hum bhi tum bhi

jiwan ki rahe lambi

Explore this song