Roman script

hathi jaisa dubla patla re pappu

pappu bechara majnu bana phata purana aashiq raddi 

laila ke dekho pichhe pada

hathi jaisa dubla patla re pappu

pappu bechara majnu bana phata purana aashiq raddi

laila ke dekho pichhe pada duniya ne dekha to ye kaha

duniya ne dekha to ye kaha duniya ne dekha to ye kaha

andha ghoda race me dauda andha ghoda race me dauda

andha andha ghoda race me dauda

tabdig tabdig dauda race me dauda dauda

andha andha ghoda race me dauda dauda dauda dauda 

race me dauda dauda, andha ghoda

hero jaisi chaal nahi, bandar jaisi laal nahi

sur bigde hai taal nahi dauda dauda dauda dauda

hero jaisi chaal nahi, bandar jaisi laal nahi

sur bigde hai taal nahi dauda dauda dauda dauda

peetal pe sona ka paani, nahi pategi billo rani

ghatiya si hai prem kahani dauda dauda dauda dauda

door se laga ki dhol baj raha

paas aake dekha to kaan phat raha

duniya ne dekha to ye kaha

duniya ne dekha to ye kaha duniya ne dekha to ye kaha

tabdig tabdig tabdig tabdig tabdig tabdig

tabdig tabdig tabdig tabdig tabdig tabdig

andha ghoda race me dauda

pyar me dil ban baitha bachcha

pyar kiya hai isne sachcha

jo bhi hoga hoga accha, hoga hoga hoga accha

sidhi sachi feeling hai ye dil se dil ki dealing hai ye

toote dil ki healing hai ye

dhundne tujhe ye dil ye aa gaya

aaj ye yaqeen hua pyar mil gaya

duniya ne dekha to ye kaha

duniya ne dekha to ye kaha

duniya ne dekha to ye kaha 

kaha kaha kaha kaha race me dauda

andha ghoda race me dauda race me dauda

Explore this song