Roman script

andekha anjana

aaya kaisa din ye suhana

andekha anjana

aaya kaisa din ye suhana

tum saamne ho, dil geet mera gaane laga

gaane laga

o piya kya keh diya

sun ke nasha sa mujhe chhane laga

andekha 

kabhi kabhi man chahta hai

bandhan koi na rahe

hai sabi dabi har baat dil ki

manmeet se vo kahe

kabhi kabhi man chahta hai

bandhan koi na rahe

hai sabi dabi har baat dil ki

manmeet se vo kahe

armaan hai machle hue

saawan me jaise koi nadiya bahe

andekha 

bhige bhige mausam ne kaisi

man me laga di agan

ae dhire dhire tan chumti hai

khushbu me dubi pawan

bhige bhige mausam ne kaisi

man me laga di agan

ae dhire dhire tan chumti hai

khushbu me dubi pawan

betaab hai, ye dhadkane

tum hi kaho kya karun, ab main jatan

andekha anjana

aaya kaisa din ye suhana

tum saamne ho, dil geet mera gaane laga

gaane laga

o piya kya keh diya

sun ke nasha sa mujhe chhane laga

andekha, andekha

Explore this song