Roman script

ande se aai murgi ya murgi se aaye ande

ande se aai murgi ya murgi se aaye ande

din pahla hai monday ya monday se pahle sunday

din pahla hai monday ya monday se pahle sunday

kya lena hai in bato se din ho garam ya thande

dabbu motu chotu gad ke aa gaye jhande

dabbu motu chotu gad ke aa gaye jhande

anhoni bate hoti rahi hai par ye ajuba kaisa hua hai

anhoni bate hoti rahi hai par ye ajuba kaisa hua hai

khilte rahe ye phulo se chehre bhagwan de bas yahi dua

himmat ho jo dil me jeet hi jeet hai fir every day

dabbu motu chotu gad ke aa gaye jhande

dabbu motu chotu gad ke aa gaye jhande

takdir to hai ek band muthi khulte hi aa gai mummy tumhari

takdir to hai ek band muthi khulte hi aa gai mummy tumhari

ik hath ki ham panch ungaliya ek hi kismat ab hai hamari

aao chale hum or tum milakar kandhe se kandhe

dabbu motu chotu gad ke aa gaye jhande

dabbu motu chotu gad ke aa gaye jhande

ande se aai murgi ya murgi se aaye ande

din pahla hai monday ya monday se pahle sunday

kya lena hai in bato se din ho garam ya thande

dabbu motu chotu gad ke aa gaye jhande

dabbu motu chotu gad ke aa gaye jhande

Explore this song