Roman script

aandaz behekne lagte hai aandaz behekne lagte hai
bato me shrart hoti hai aankho se pata chal jata hai
jis dil me mohabbat hoti hai 
aandaz behekne lagte hai aandaz behekne lagte hai 
bato me shrart hoti hai aankho se pata chal jata hai 
jis dil me mohabbat hoti hai
jab tum se haseen ka aanchal bhi lahraye surur aa jata hai
parwane hawa me udte hai mausam ko bhi hrarat hoti hai
jab tum se haseen ka aanchal bhi lahraye surur aa jata hai
parwane hawa me udte hai mausam ko bhi hrarat hoti hai
ye dono jahan ki amant hai ye pyar koi aasan nahi
ye jinko bhi mil jata hai ye unki kismat hoti hai
jab mere karib aa jate ho kya jane kya ho jata hai
us vakat to mere sanam kis bat ki chaht hoti hai
jab mere karib aa ate ho kya jane kya ho jata hai
us vakat to mere sanam kis bat ki chaht hoti hai
jo pyar kisi se karte hai vo apni murade pate hai
mehbub mere dil valo ki chahat hi ibadt hoti hai
andaz behekne lagte hai bato me shrart hoti hai
aankho se pata chal jata hai jis dil me mohabbat hoti hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sadhana Sargam, Udit Narayan

actor: Govinda, Juhi Chawla