Roman script

andar bahar bahar andar, hum hai jaha waha jalawe

andar bahar bahar andar, hum hai jaha waha jalawe 

apni ankhon mein rehte hai, hardam jawa jawa jalawe

andar bahar bahar andar, hum hai jahan waha jalawe

ik toh hansi chehra usape yeh kafir adaye tauba tauba

bin puchhe dil mein utar janewali nigahe tauba tauba

jalwe jo hai tujhame sanam, aise hansi kahan jalwe

andar bahar bahar andar, hum hai jahan waha jalwe

sine se lag ja jara aur bhi mere dilbar aye maja

din hai mohabbat ke chadhti jawani ka yaro chhaya nasha

hone lage hum pe ajib khud hi meherban jalawe

andar bahar bahar andar, hum hai jaha waha jalawe

main teri ankhon se pi ke behakane laga hoon jano jigar

aise mein ab aur na jane kya gul khilenge kisko khabar

a loot le masti mein hum milake meri jan jalwe

andar bahar bahar andar, hum hai jahan waha jalwe

apni ankho mein rehate hai, hardam jawa jawa jalae

andar bahar bahar andar, hum hai jahan waha jalawe

Explore this song