Roman script

anadi ka, anadi ka khelna khel ka satyanash
anadi ka khelna khel ka satyanash
patari ho kharab to
patari ho kharab to rel ka satyanash
anadi ka khelna khel ka satyanash
anadi ka khelna khel ka satyanash
jin ke sine me dhadke dil na 
ho jinke sine me dhadke dil na aise logo se kya milna
ho aise logo se, ho aise logo se kya milna 
aiso se ho mel
aiso se ho mel to male ka satyanash
anadi ka, anadi ka khelna khel ka satyanash
dipak bati dur rahe to, kase ghar me ujiyara ho
dipak bati dur rahe to, kase ghar me ujiyara ho
rahe andhara raat bhar
rahe andhara raat bhar tel ka satyanash
anadi ka, anadi ka khelna khel ka satyanash
panchhi udne ko par tole malan pinjara kaise khol
panchhi udne ko par tole malan pinjara kaise khol
kaidi bhag jaye to 
kaidi bhag jaye to kadi bhag jaye to jel ka satyanash
anadi ka, anadi ka khelna khel ka satyanash
anadi ka khelna khel ka satyanash
patari ho kharab to rel ka satyanash
anadi ka khelna khel ka satyanash
anadi ka khelna khel ka satyanash

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Anil Kapoor, Padmini Kolhapure