Roman script

amma ri amma ye to diwana

amma ri amma ye to diwana

raste me chede rasta na chode

amma ri amma ye to diwana

raste me chede rasta na chode

amma ri amma amma ri amma ye lahange wali

piche padi hai picha na chode

amma ri amma amma ri amma 

bich dagar me dil mera luta

bich dagar me dil mera luta

uspe machaya ye shor jhutha

uspe machaya ye shor jhutha

gin gin ke lunga tumse badle

gin gin ke lunga tumse mai badle

shadi me baki ab din hai thode

amma ri amma ye to diwana

raste me chede rasta na chode

ho najuk mai aisi resham ki dori

najuk mai aisi resham ki dori

julmi kare mujhse aaha oho jora jori

bali umar me aise balam se

bali umar me aise balam se

kahe ko lad gaye naina nigode

amma ri amma ye lahange wali

piche padi hai picha na chode

bas ho chuki ye jhuthi ladai

bas ho chuki ye jhuthi ladai

ab pyar hoga uhi aaha chhodo kalai

karta hu mai bhi tumse wada

karta hu mai bhi tumse ye wada

karti hu mai bhi tumse wada

usko kasam jo wada ye tode

amma ri amma ye to diwana

raste me chede rasta na chode

piche padi hai picha na chode

Explore this song