Roman script
( ambuvaa pe gaa_e koyaliyaa gaane aa more baalam kisi bahaane ) -2 ( mai majabur bha_i dil majabur meraa tohe mai pyaar karun itanaa qusur meraa ) -2 laakh manaa_un jiyaa na maane -2 aa more baalam kisi bahaane ambuvaa pe gaa_e koyaliyaa gaane aa more baalam kisi bahaane ( jabase milaaye nainaa baalam tose kachhu naahi sujhe ma_ikaa kachhu na bane hai mose ) -2 raat-din jiyaraa lagaa sataane -2 aa more baalam kisi bahaane ambuvaa pe gaa_e koyaliyaa gaane aa more baalam kisi bahaane ambuvaa pe gaa_e koyaliyaa gaane aa more baalam kisi bahaane
Song details
- Singer: Zeenat Begum
- Film / album: Pagdandi (1947)
- Composer: Khurshid Anwar
- Lyricist: D N Madhok
actor: Om Prakash, Gyani, Padma, Akhtar