Roman script

ambua pe papiha ye ga gaya hai

kisi pe kisi ka dil aa gaya hai

ambua pe papiha ye ga gaya hai

kisi pe kisi ka dil aa gaya hai

ambua pe papiha

ab rat suhani aayi ab rat suhani aayi

din maujo ke aaye din maujo ke aaye

dekho ji chahu aur pyar ke badal chaye

bhawra kali ko samjha gaya hai

kisi pe kisi ka dil aa gaya hai

ambua pe papiha

lo mast hawaye sar sar aayi 

dil me umange bhar bhar layi

sans ki kali me aankho se bole

ras ke laubhi se wo ye boli

ras ke laubhi se wo ye boli

ambua pe papiha ye ga gaya hai

kisi pe kisi ka

kisi pe kisi ka dil aa gaya hai

ambua pe papiha

ambua pe papiha ye ga gaya hai

kisi pe kisi ka dil aa gaya hai

ambua pe papiha

Explore this song