Roman script

ambar ki chandni, suraj ki roshni 

shayar ki shayari, chahat ki ragini

ambar ki chandni, suraj ki roshni 

shayar ki shayari, chahat ki ragini

ya ke mehbub ke, ya ke mehbub ke 

sapno ki pari 

kya chiz hai ladki kya chiz hai ladki 

kya chiz hai ladki kya chiz hai ladki

ambar ki chandni, suraj ki roshni 

shayar ki shayari, chahat ki ragini

ya ke mehbub ke, ya ke mehbub ke 

sapno ki pari 

kya chiz hai ladki kya chiz hai ladki 

kya chiz hai ladki kya chiz hai ladki

iski adaye sabko lubhaye

sabke dilo me jadu jagaye

charche hai iske chanda aur sitaro me 

chanda aur sitaro me

bhini bhini khushboo hai ya 

madhhoshi ka mausam hai

anguro ka dana hai 

ya mithi mithi shabnam hai

ya ke chandan ki koi hawa mehki

kya chiz hai ladki kya chiz hai ladki 

kya chiz hai ladki kya chiz hai ladki

rab ki kala hai sundar bala hai

zalim saza hai tumko pata nahi 

iske piche tum jana nahi

piche tum jana nahi

isme nasha hai isme jafa hai

ye bewafa hai degi daga kahi

iske chakkar me aana nahi 

chakkar me aana nahi

jhagda lagaye dushman banaye

mushkil badhaye 

kya kya karaye aafat me laye ooo

dekho dhokha tum khana nahi 

piche tum jana nahi 

ae chakar me aana nahi 

dhokha tum khana nahi

Explore this song