Roman script

kabhi dekhu tujhe mera arman hai sultan ka tu hi sultan hai 

tu hi nafad hai tu hi rahman hai 
sajde me tere sabki jaan hai 
allah teri kya shan hai maula teri kya shan hai 

malik hai tu mukhtar tu gamkharo ka gamkhar tu 
charcha tera khubku jalwa hai tera karsu 
teri vajr me shaho gala shab roj dete hai sada
tu hi hai saccha khuda teri zaat hai sabse juda 
zarra zarra tujhi pe zarra zarra tujhi pe kurban hai 
allah teri kya shan hai maula teri kya shan hai 
ilahi baksh de meri khtaye mere chashme naam ki sun le duaye
tujhe wasta tere pyare nabi ka rahe door mujhse hamesha bala
bas ek tu makhud hai har dil me tu maujud hai 
rutba tera kya khub hai ha tu mera mahbub hai 
mujhko meri manzil bata ab aur na mujhko sata 
tujhe haal-e-dil sab hai pata teri pahunch se kya bacha 
tu hi sare jaha ka tu hi sare jaha ka nigehban hai 
maula teri kya shan hai allah teri kya shan hai 

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Jaan Nissar Lone, Kamal Khan

lyricist: Tanveer Ghazi, Sahil Fatehpuri