Roman script

main ek farishta tha

jannat ka rehne wala

kyu tune ki ijaat meri

kyun jannat se nikala

kyu tune ki ijaat meri

kyun jannat se nikala

allah tala bol allah tala

allah tala bol allah tala

jo phal khana thaa mana usi

ke khane ko uksaya

hauaa se sohbat karne ka

kisne armaan jagaya

majboor milan ko

unhein kisne kar dala

allah tala bol allah tala

aadam ki nasl aadmi hui

aur bas gayi duniya saari

jannat ke un do phoolo ki hain

kitani badi phool waali

maala se maala bani

maala se maala

allah tala dekh allah tala

mitti ke insaan banaye

phir un mein dil dhadkaaye

dil mein khwaishe jaagi

khwaaisho ne sab zurm karaye

khud ko na sambhala gaya

khud ko na sambhala

allah tala samaj allah tala

Explore this song