Roman script

aao aao begum sahiba aao

begum jaisi tum waisi hum

are humse kya sharam

o allah meri laaj bachana

mera aashiq sara zamana

o allah meri laaj bachana

mera aashiq sara zamana

wo nigoda, wo nigoda

pichhe dauda, pichhe dauda

wo nigoda pichhe dauda

sultana ko aaj bachana

mera aashiq sara zamana

o allah meri laaj bachana

mera aashiq sara zamana

la ll la ll la la la

la ll la ll la la la

darwaje me wo chhup ke khada hai

darwaje me wo chhup ke khada hai

kis besharam se pala pada hai

main kitni chhoti wo kitna bada hai

main kitni chhoti wo kitna bada hai

huyi huyi

gaali ghussa, uyi ma

parda warda, uyi maa

gaali ghussa parda warda

samne aaya, samne aaya koi begana

mera aashiq sara zamana

o allah meri laaj bachana

mera aashiq sara zamana

la ll la ll la la la

la ll la ll la la la

meri khata ye ke main hasi hu

meri khata ye ke main hasi hu

us par sitam main pardanashi hu

kahdo use main ander nahi hu

kahdo use main ander nahi hu

huyi huyi

main kunwari, kunwari

dar ki maari, uyi ma

main kunwari dar ki maari

mere rukh se na

mere rukh se na parda hatana

mera aashiq sara zamana

o allah meri laaj bachana

mera aashiq sara zamana

wo nigoda, wo nigoda

pichhe dauda, pichhe dauda

wo nigoda pichhe dauda

sultana ko aaj bachana

mera aashiq sara zamana

o allah meri laaj bachana

mera aashiq sara zamana

Explore this song