Roman script

tujhse mohabbat ho gayi

allah maaf kare

tauba qayamat ho gayi

allah maaf kar

tujhse mohabbat ho gayi

allah maaf kar

tauba qayamat ho gayi

allah maaf kar

dekha tujhe to sanse ruk gayi

sajde me yeh aankhe jhuk gayi

teri ibadat ho gayi 

allah maaf kare

tujhse mohabbat ho gayi

allah maaf kare

tauba qayamat ho gayi

allah maaf kare

yeh din jawani ke 

dil ki kahani ke 

aise bitata hu mai

tere khayalo me

apne sawalo me

uljha sa jaata hu mai

yeh din jawani ke

dil ki kahani ke 

aise bitata hu mai

tere khayalo me

apne sawalo me

uljha sa jata hu mai

ladte ladte aankhe lad gayi

dil ki bate aage badh gayi

thodi shararat ho gayi

allah maaf kare

meri toh sudh-budh kho gayi

allah maaf kare

tujhse mohabbat ho gayi allah

tauba tauba tere pyar me

lutt gaya iqrar me

tauba tauba tauba tauba tauba tauba

mana zamana yeh deta hai tana

yeh thoda awara hu me

jo bhi hu jaisa hu

aisa ya waisa hu 

ab toh tumhara hu mai

mana zamaana yeh deta hai tana

yeh thoda awara hu me

jo bhi hu jaisa hu

aisa ya waisa hu 

ab toh tumhara hu mai

ho aate jaate dekhu tujhko

jaane hua hai yeh kya mujhko

sabse baghawat ho gayi

allah maaf kare

sari sharafat kho gayi

allah maaf kare

tujhse mohabbat ho gayi, allah

tujhse mohabbat ho gayi

allah maaf kare

tauba qayamat ho gayi

allah maaf kare

tauba tauba tere  

tu lutt gaya  

tauba tauba tere  

tu lutt gaya

Explore this song