Roman script

allah khair baba khair

rabba khair maula khair

radhe shyam sita ram

sita ram jai siya ram

allah khair baba khair

rabba khair maula khair

radhe shyam sita ram

sita ram jai siya ram

allah allah bande bandgi me allah

bhagwan bhagwan tuhi jag ka rakhwala

allah allah bande bandgi me allah

bhagwan bhagwan tuhi jag ka rakhwala

aaj yaha kal bhor me jana?

prabhu charno me ek thikana

aaj yaha kal bhor me jana

prabhu charno me ek thikana

lakho wali ka ek ali hai

lakho wali ka allah allah

sang sada bajrang bali hai

sang sada hai bajrang bajrang

lakho wali ka ek ali hai

sang sada bajrang bali hai

allah allah bande bandgi me allah

bhagwan bhagwan tuhi jag ka rakhwala

allah khair sita ram

kya hai bhai tera mera

duniya hai rain basera

kya hai bhai tera mera

duniya hai rain basera

nahi sujhega kuch bhi

jis dam hoga kaal ka fera

nahi sujhega kuch bhi

jis dam hoga kaal ka fera

unchi ka hukum milega ha

unchi ka hukum milega

uth jayega danda dera

lakho wali ka ek ali hai

lakho wali ka allah allah

sang sada bajrang bali hai

sang sada hai bajrang bajrang

allah allah bande bandgi me allah

bhagwan bhagwan tuhi jag ka rakhwala

kar bhala hoga bhala

kahke darvesh chala

kar bhala hoga bhala

kahke darvesh chala

dega jo ek yaha

lega wo ek lakh waha

dega jo ek yaha

lega wo ek lakh waha

kal tu ho chahe jaha ha

kal tu ho chahe jaha

rahegi neki yaha

lakho wali ka ek ali hai

sang sada bajrang bali hai

ek ali hai

bajrang bali hai bajrang bali hai

lakho wali ka ek ali hai

sang sada bajrang bali hai

allah allah bande bandgi me allah

bhagwan bhagwan tuhi jag ka rakhwala

allah allah

Explore this song