Roman script

allah kasam allah kasam

ek tum ho jis par dil aaya

allah kasam allah kasam iman mera thokar khaya

allah kasam allah kasam 

ek tum ho jis par dil aaya

ye jo chehra kitabi kitabi hai

ye jo husn gulabi gulabi hai

ye jo chehra kitabi kitabi hai

ye jo husn gulabi gulabi hai

ise dekhke mai nachiz to kya

sara aalam bhi sarabi hai

uska karam uska karam mahbub se mujhko milwaya

allah kasam allah kasam 

ek tum ho jis par dil aaya

maine tumko sanam pahchan liya

tum kaun ho ye bhi jan liya

maine tumko sanam pahchan liya

tum kaun ho ye bhi jan liya

kadmo me jagah ab dedo mujhe

maine apna khuda tumhe man liya

rakhlo bharam rakhlo bharam mar jaunga jo thukraya

allah kasam allah kasam 

ek tum ho jis par dil aaya

allah kasam allah kasam iman mera thokar khaya

allah kasam allah kasam 

ek tum ho jis par dil aaya

Explore this song