Roman script

allah jab se huyi mai jawan allah jab se huyi mai jawan

zamana baiman ho gaya haye zamana baiman ho gaya

aaya jab se ye solhva sal aaya jab se ye solhva sal

dupatta baiman ho gaya haye dupatta baiman ho gaya

delhi se aati hai ye dil lutane ko

patiyala se aati thi pine pilane ko

kalkatte se aayi patta dikhane ko

chhaya hai daulat ka dil pe nasha

jhansi se aati hai hath ladane ko

banglaur se aaye bangla dilane ko

puna se aate hai chuna lgane ko

chehre pe chehara laga ke naya

mera gora mera gora badan ye jawan

banaras ka pan ho gaya haye

banaras ka pan ho gaya allah jab se huyi mai jawan

zamana baiman ho gaya haye zamana baiman ho gaya

tirchhi nazar aisi tauba duhayi patli kamar ne to luti khudayi

rab ne fursat me surat banayi teri dekhe kahi bhi na aisi jawani

lagti hai koi pari aasmani aankh tujhse ladi mot aayi meri 

yuhi lagaye ja thumke pe thumka meri jaan jaye to kya hai bura

yuhi lagaye ja thumke pe thumka meri jaan jaye to kya hai bura

aisi lachki ho aisi lachki kamar ki kamaan marwadi patan ho gaya

haye marwadi patan ho gaya allah jab se huyi mai jawan

zamana baiman ho gaya haye zamana baiman ho gaya

aaye yaha jo bhi hai rup ke lobhi 

shamil karo unme na gori mujhko bhi

mai sacha aashiq hu vo sare hai dongi  

dekho mujhe aazma ke zara

o aashiq mera aisa koi nahi hoye

dulhan banake jo kothe se le jaye

ye than ke hi to hum hai yaha aaye

mar ke hi chhod enge ye dar tera

dekhi teri ho dekhi teri ada ki vo shan ke banda kurban ho gaya

haye ke banda kurban ho gaya allah jab se huyi mai jawan

zamana baiman ho gaya haye zamana baiman ho gaya

Explore this song