Roman script

allah allah mai abdullah saudaagar gulfam

deke naya purana lena Yaro mera kaam

gali gali hai shor mera toufa hai aala

kare jo tauba mujhse hai koi aisa dilwala

dil ka hu main achha Sauda hai mera sacha

mujh albele saudaagar ka Yaad karoge naam

allah allah mai abdullah saudaagar gulfam

deke naya purana lena Yaro mera kaam

allah allah mai abdullah saudaagar gulfam

aisi hasrat kabhi surat Tumne dekhi hai kya aaine mein

jaise bakra bakra Dadhiwala dadhiwala

jaise lagte ho tum dekhane mein Dadhiwala bakra ha 

o bakre ki khala mai hu pasa matwala

tu hai dil ka kala arey marke muh pe tala 

bhag le varna ho jayega tera kaam tamaam

allah allah mai abdullah saudaagar gulfam

deke naya purana lena Yaro mera kam

aadim hun main aapka duniya ko khabar hai

surat hai langur si bas duum ki kasar hai

to duum bhi laga do pyari to mujhse himmat haari 

ab kaha gayi khudari

nakhre wakhre chhod ke jani Le le mera salam

allah allah mai abdullah saudaagar gulfam

deke naya purana lena Yaro mera kam

allah allah mai abdullah saudaagar gulfam

Explore this song