Roman script

allah allah allah kya adaye janab laye hai 

lutne aaj humko aaye hai jaye dil vale kaha bach ke 

allah allah allah allah  allah allah allah allah 

kya adaye janab laye hai lutane aaj humko aaye hai

jaye dil vale kaha bach ke 

allah allah allah allah allah allah allah allah 

in adao pe hum jaan de de mager

dar to ye hai ki pyar ke hum safer

in adao pe hum jaan de de mager

dar to ye hai ki pyar ke hum safer

hum to lut jayenge mohbbat me dil to haaroge aisi halat me 

jaye kaha haye jaye dil vale kaha bach ke 

allah allah allah allah allah allah allah allah 

khuda se koi jab mange to dil dena hi padta hai

mujhe bhi luta hai hasino ne 

khuda se koi jab mange to dil dena hi padta hai

mujhe bhi luta hai hasino ne

pyar ki mithi mithi baato se nashe me dubi dubi aankho se 

jaye dil vale haye jaye dil vale kaha bach ke 

allah allah allah allah allah allah allah allah 

ye adaye janab ki tauba ye nigahe janab ki tauba 

jaye dil vale kaha bach ke 

allah allah allah allah allah allah allah allah 

jaan dene ke dil me irade bhi hai

zindagi bhar nibhane ke vade bhi hai

aaj mera unse hath me hath hai

ye irade na badale to kya baat hai

ab jo ager daman chhudao to

tum ager gairo se dil lago to

jaye kaha haye jaye dil vale kaha bach ke 

allah allah allah allah allah allah allah allah 

kya adaye janab laye hai lutane aaj humko aaye hai

ye adaye janab ki tauba ye nigahe janab ki toba 

jaye dil vale kaha bach ke 

allah allah allah allah allah allah allah allah

Explore this song