Roman script

allaah meri tauba nigaahe na milaaungi 

allaah meri tauba main tir nahi khaaungi

nigaahe na milaaungi, main tir nahi khaaungi 

allaah meri tauba nigaahe na milaaungi

allaah meri tauba main tir nahi khaaungi

main jo nahaane gayi nadiya kinaare 

main jo nahaane gayi nadiya kinaare

aa gaye log wahaan gaanv ke saare aa 

gaye log wahaan saare ke saare

tauba meri tauba nadi pe nahi jaaungi 

tauba meri tauba nadi pe nahi jaaung

nadi pe nahi jaaungi, main ghar mein nahaaungi

allaah meri tauba nigaahe na milaaungi

bich bajaar halwaiya ne chheda 

bich bajaar halwaiya ne chheda

din laga haay mujhe mathura ka pedha 

dil laga woh toh mujhe mathura ka pedha

tauba meri tauba, tauba meri tauba bajaar nahi jaaungi

tauba meri tauba bajaar nahi jaaungi

bajaar nahi jaaungi, main pedha nahi khaaungi

allaah meri tauba nigaahe na milaaungi

baali umar meri ho gayi shaadi haay mori

baali umar mein jo ho gayi shaadi

kaise kaise saiyaan ne ulfat sikha di

kaise mohe rasiya ne ulfat sikha di tauba tauba tauba

tauba meri tauba woh baat na bataaungi 

tauba meri tauba woh baat na bataaungi

sharam se mar jaaungi main paani ho jaaungi

ji aaj na bataaungi main kal phir aaungi

Explore this song