Roman script

allah hu allah hu 

allah hu khaiyyam hai allah wala

matwala allah hu 

matwala allah hu 

jeena aur jee kar peena

peena aur pee kar jeena

peena aur pee kar jeena

maikhana allah hu ka 

maikhana allah hu ka 

aur pyala allah hu

allah hu allah hu allah hu 

ye mast hawaye aayi

ye mast hawaye aayi

rahmat ki ghataye chhayi

rahmat ki ghataye chhayi

may ishqe khuda ki le kar 

may ishqe khuda ki le kar 

jannat se hure aayi

gardish ne aa kar bola

khud pyala allah hu

allah hu allah hu allah hu 

khaiyyam hai allah wala

khaiyyam hai allah wala

matwala allah hu 

allah hu allah hu allah hu allah hu 

matwale pee le pee le

ye ishqe khuda ke pyale

matwale pee le pee le

matwale pee le pee le

aaj aisa silsila jo

zindagi se gam na ho

kya khabar hai kya khabar hai 

kal ye maikhana ho lekin hum na ho

le hath me jaam utha le 

le hath me jaam utha le 

matwale pee le pee le

matwale pee le pee le

allah hu allah hu allah hu

Explore this song