Roman script

in dino meri ab saanso me ho raha kharch tu

kar yakeen meri ab jeene ki ban gaya shart tu

alif se aipar tu yahaan har sheh par tu

khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu

alif se aipar tu yahaan har sheh par tu

khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu

dekh le mere alfaazo se tu boond boond girta rehta hai

sun zara meri awaazo ke tu saath saath behta rehta hai

tu khudko dekh na paaye jahaan main woh jagah hoon

main teri dhadkano ki gintiyon ki bhi wajah hoon

main teri dhoop me roshan hua qatra hoon koi

na jiske peeche koi raat ho main woh subah hoon

tu woh subah hai

alif se aipar tu yahaan har sheh par tu

khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu

alif se aipar tu yahaan har sheh par tu

khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu

dekh le meri inn aankho me tu khwaab se milta-julta hai

sach hai ye har jagah nindo pe tu roz roz ugta rehta hai

main khud se hi juda, khud se ya khud main dhuaa hu

ki main hi ab nahi mujh me bata ki main kahaan hu

main tere khwabo ke behte kinaro pe khada hu

tu mud ke dekh le mujhko main tera hi nishaan hu

tu hi nishaan hai o

alif se aipar tu yahaan har sheh par tu

khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu

alif se aipar tu yahaan har sheh par tu

khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu

Explore this song