Roman script

ali baba ali baba 

ali baba ali baba 

o tere ishq me, tere ishq me

mar mar kar jeena

o marjina ali baba

o teri aankho se humne hai peena

o marjina ali baba

o ja me jam jam

ja me jam jam

khul ja sim sim

ali baba ali baba

o tere ishq me

mar mar kar jeena

o marjina ali baba

o teri aankho se humne hai peena

o marjina ali baba

mehfil ka har saaz badal do

nagmo ki aawaz badal do

raaz jo hai wo raaz badal do

yaha ka har andaaz badal do

badal do badal do badal do badal do

o aaj ki rangi sham badal du

paimana aur jaam badal du

mehfil ka har ek kaam badal du

nahi to apna naam badal du

badal du badal du badal du

naache sagaar o meena

o marjina, khul ja sim sim

ali baba

o tere ishq me

mar mar kar jeena

o marjina ali baba

o teri aankho se humne hai peena

o marjina ali baba

palko se masti chhalka du

husn ka aisa rang jama du

josh jaga du hosh bhula du

aag peelakar aag laag du

o sadke jaau teri chaal ke

apni chiz ko rakh sambhal ke

sabki aankho me dhul daal ke

le jaunga main nikaal ke

sari mehfil dekhe mera dumkham

khul ja sim sim

ali baba

o tere ishq me

mar mar kar jeena

o marjina ali baba

o teri aankho se humne hai peena

o marjina ali baba

o ja me jam jam

ja me jam jam

khul ja sim sim

ali baba ali baba

ali baba ali baba

ali baba

Explore this song