Roman script

koi parda, koi aulat meri hi aankhon me 

maare maare hai tana, maare maare hai tana

jab jhijhki jab kaanpe hotho ki jodi 

to maine ha maine jana, maine maine ha maine jana

main to aazadi me bhi qaid ho gayi

mere albeliya tu kheliya

main to aazadi me bhi qaid ho gayi

mere albeliya tu kheliya, albeliya ve tu kheliya

badla hai sheesha ya main ho gayi nayi

mere albeliya tu kheliya, albeliya ve tu kheliya

main jo duniya ka chehra niharu unko hi paau

par wo jab bhi meri aur dekhe chehra chhupau ha

khwaabo me har mere khuda rang bhar rahe hai

unka junoon aur meri jaan ek kar rahe hai

haye lutne me kitna mazaa hai kaise bataau

dekhu khud ko to jaise aur hai koi

mere albeliya tu kheliya

dekhu khud ko to jaise aur hai koi

mere albeliya tu kheliya, albeliya ve tu kheliya

jhooti main jhooti thehri tu sahi, sahi

mere albeliya tu kheliya, albeliya ve tu kheliya

albeliya, albeliya 

tu kheliya albeliya, tu kheliya tu kheliya

Explore this song