Roman script

albela albela mai ek dilwala bada hu matwala

jamane se nirala

albela mai ek dilwala bada hu matwala

jamane se nirala albela

rat ho ya din mujhe kya mast mai hardum

khel samjhu jindagi ko kya khushi kya gum

rat ho ya din mujhe kya mast mai hardum

khel samjhu jindagi ko kya khushi kya gum

mana garib hu fir bhi azib hu dil ka amir hu 

albela albela mai ek dilwala bada hu matwala

jamane se nirala albela

meri nagri man ki dunia chiz kya hai tan

phul ho ya chand tare hai ye mera dhan

meri nagri man ki dunia chiz kya hai tan

phul ho ya chand tare hai ye mera dhan

khana kahabar hu fir bhi mai apna aap jawab hu

albela albela mai ek dilwala bada hu matwala

jamane se nirala albela

aaj ka din jindagi hai maut ka din kal

lag raha hai chal chala o tu bhi pyare chal

aaj ka din jindagi hai maut ka din kal

lag raha hai chal chala o tu bhi pyare chal

mele me ghum ja diwane ghum na 

phulo ko chum ja

albela albela mai ek dilwala bada hu matwala

jamane se nirala albela

Explore this song