Roman script
albele din pyare, mere bichhde sath sahare haye kahan gaye, haye kahan gaye aankho ke ujiyare, meri suni raat ke taare haye kahan gaye koi lauta de mere, beete huye din koi lauta de mere, beete huye din beete hue din wo mere pyare pal chhin koi lauta de mere, beete huye din koi lauta de mere, beete huye din mere khwabo ke mahal, mere sapno ke nagar pee liya jinke liye, maine jivan ka zehar aaj main dhundhu kahan, kho gaye jane kidhar aaj main dhundhu kahan, kho gaye jane kidhar beete hue din wo haye, pyare pal chhin koi lauta de mere, beete huye din koi lauta de mere, beete huye din o main akela to na tha, the mere saathi kai ek aandhi si uthi, jo bhi tha leke gayi aise bhi din the kabhi, meri duniya thi meri aise bhi din the kabhi, meri duniya thi meri beete hue din wo haye, pyare pal chhin koi lauta de mere, beete huye din beete hue din wo mere pyare pal chhin koi lauta de mere, beete huye din koi lauta de mere, beete huye din
Song details
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Door Gagan Ki Chaon Mein (1964)
- Composer: Kishore Kumar
- Lyricist: Shailendra
- Actor: Kishore Kumar
- Actor: Supriya Choudhary
- Actor: Iftekhar
- Actor: Sajjan
- Actor: Shashikala
- Actor: Raj Mehra
- Actor: Nana Palsikar
- Actor: Leela Mishra
- Actor: Hiralal
Song video
actor: Kishore Kumar, Amit Kumar, Supriya Chowdhury