Roman script

apne bandon ki raahon se, kaante tu chun leta hai

kehte hai jo dil se maange, uski tu sun leta hai

allah madat kar, maula madat kar

yaar mera tu mujhse mila de

allah madat kar, maula madat kar

bichhda hua wo pal lauta de

allah madat kar, maula madat kar

yaar mera tu mujhse mila de

bichhda hua wo pal lauta de

yaar bina jag suna suna, yaar nahi to kya hai jeena

allah madat kar, maula madat kar

allah madat kar, maula madat kar

yaar mera tu mujhse mila de

allah madat kar, maula madat kar

bichhda hua wo pal lauta de

allah madat kar, maula madat kar

yaar mera tu mujhse mila de

bichhda hua wo pal lauta de

yaar bina jag suna suna, yaar nahi to kya hai jeena

allah madat kar, maula madat kar

allah madat kar, maula madat kar

allah madat kar, maula madat kar

usi se maine shohrat paayi, usi se maine ijjat

jo kuchh bhi hu aaj yahaan main

sab hai uski badaulat

usi se maine shohrat paayi, usi se maine ijjat

jo kuchh bhi hu aaj yahaan main

sab hai uski badaulat

uske karam ka jalwa maalik

mujhpe tu phir se bikhara de

allah madat kar, maula madat kar

allah madat kar, maula madat kar

allah madat kar, maula madat kar

allah madat kar, maula madat kar

yaar bandagi, yaar jindagi, yaar jahaan hai mera

mujhko pata de, itna bata de

yaar kahaan hai mera

yaar bandagi, yaar jindagi, yaar jahaan hai mera

mujhko pata de, itna bata de

yaar kahaan hai mera

tere bas mein sab hai maula

yaar o yaar ki jhalak dikha de

allah madat kar, maula madat kar

allah madat kar, maula madat kar

uski judaai se pal pal ik dard sa hota hai

aankh nahi sine mein ab to dil bhi rota hai

uski judaai se pal pal ik dard sa hota hai

aankh nahi sine mein ab to dil bhi rota hai

ya to yaar ki mujhko khabar de

ya to saari duniya mita de

allah madat kar, maula madat kar

allah madat kar, maula madat kar

yaar mera tu mujhse mila de

allah madat kar, maula madat kar

bichhda hua wo pal lauta de

allah madat kar, maula madat kar

allah madat kar, maula madat kar

allah madat kar, maula madat kar

allah madat kar, maula madat kar

Explore this song