Roman script

akkad bakad bambe bo assi nabe pure sau 

sau me laga dhaga chor nikal ke bhaga

dholak mili na baza

akkad bakad bambe bo assi nabe pure sau 

sau me laga dhaga chor nikal ke bhaga

dholak mili na baza

do bole do chhadiya kartab khub dikhaye

chhadiya kano umaithe bole nak dabaye

do bole do chhadiya kartab khub dikhaye

chhadiya kano maite bole nak dabaye

bolo kya ho bolo kya

chashma arey baba

akkad bakad bambe bo assi nabe pure sau 

sau me laga dhaga chor nikal ke bhaga

dholak mili na baza

chhanpakaiya chhanpakaiya chhanpakaiya chandi

jiske aage sab nache hai kya raja kya bandhi

chhanpakaiya chhanpakaiya chhanpakaiya chandi

jiske aage sab nache hai kya raja kya bandhi

bolo kya arey bolo kya

rupaiya arey waha waha

akkad bakad bambe bo assi nabe pure sau 

sau me laga dhaga chor nikal ke bhaga

dholak mili na baza

muh se nikli boli dur talak pahunchaye 

khud muh se na bole sabka hal sunaye 

muhe se nikli boli dur talak pahunchaye 

khud muhe se na bole sabka hal sunaye

bolo kya arey bolo kya 

five sevan eight nine four two

telephone arey telephone

akkad bakad bambe bo assi nabe pure sau 

sau me laga dhaga chor nikal ke bhaga

dholak mili na baza

Explore this song