Roman script

ankhiyo me basiyo raja hoy hoy 

dhire se hansiyo raja hoy hoy 

ankhiyo me basiyo raja 

dhire se hansiyo raja ui 

laage na nazar, kisi bairan ki 

ho raja lahe na nazar, kisi bairan ki 

do naino ka bana jhulna 

aur palo ki dori 

aur palo ki dori 

madhur madhur lori du tujhko 

jag se chori chori 

jag se chori chori 

madhur madhur lori du tujhko 

jag se chori chori raja

ho raja lahe na nazar, kisi bairan ki 

ho raja lahe na nazar, kisi bairan ki 

ankhiyo me basiyo raja 

dhire se hansiyo raja ho

ho o laakho me koi ek hi hoga 

aise surat wala 

aise surat wala 

isiliye to roz lagaau 

tujhko kala tika 

tujhko kala tika

isiliye to roz lagaau 

tujhko kala tika 

ho raja lahe na nazar, kisi bairan ki 

ho raja lahe na nazar, kisi bairan ki 

ankhiyo me basiyo raja 

dhire se hansiyo raja ho

gora mukhda chand ka tukda 

dur balaye teri 

dur balaye teri 

maa to maa kath ki pariya 

khair manaye teri 

khair manaye teri 

maa to maa kath ki pariya 

khair manaye teri 

ho raja lahe na nazar, kisi bairan ki 

ho raja lahe na nazar, kisi bairan ki 

ankhiyo me basiyo raja 

dhire se hansiyo raja ho

Explore this song