Roman script

yuhi nahi ye dil kisi pe aata hai

rishta nahi bewajah yuhi jud jata hai

ankhiya lada ja baho me aaja

ye pal chura ja mujhme shama ja

yuhi nahi ye dil kisi pe aata hai

rishta nahi bewaja yuhi jud jata hai

anhkiya lada ja baho me aaja

ye pal chura ja mujhme shama ja

ye dil leja sanam

ankhiya lada ja baho me aaja

ye pal chura ja mujhme shama ja

ye dil le ja sanam

pahlu me samay tujhe

chehre pe julfe bikhra du

mai jism ki khusbu se

sanso ki bagiya mahka du

chuke tujhe janam aaja

jara bahka du

dekha na ho tune

wo rang bahka du

ankhiya lada ja baho me aaja

ye pal chura ja mujhme shama ja

ye dil le ja sanam

kabhi kabhi to aisa

rumani mausam aata hai

maja na le jo iska

bad me wo pachtata hai

ye dil nashi aalam

bada tadpata hai

ye pyar ka dhaga

karib lata hai

ankhiya lada ja baho me aaja

ye pal chura ja

mujhme shama ja

ye dil leja sanam

ankhiya lada ja haye baho me aaja

ye pal chura ja

mujhme shama ja

ankhiya lada ja baho me aaja

ye pal chura ja 

mujhme shama ja

Explore this song