Roman script

akhiya milau kabhi akhiya churau, kya tune kiya jadu

kabhi ghabrau kabhi gale lag jau mera khud pe nahi kabu

bina payal ke hi baje ghunghru  bina payal ke hi baje ghunghru 

akhiya milaye kabhi akhiya churaye, kya maine kiya jadu

kabhi ghabraye kabhi gale lag jaye tera khud pe nahi kabu

bina payal ke hi baje ghunghru  bina payal ke hi baje ghungharu 

aise to deewane mujhe pyar na kar aati hai sharam didar na kar

chain churake takrar na kar tujhko kasam inkar na kar

tere armano me sawar gayi main tune mujhe dekha to nikhar gayi main

dekha jab tujhko thaher gaya main aise hi adao pe to mar gaya main

akhiya milau kabhi akhiya churau, kya tune kiya jaadu

ae, akhiya milau kabhi akhiya churau, kya tune kiya jaadu

kabhi ghabrau kabhi gale lag jau mera khud pe nahi kabu

bina payal ke hi baje ghunghru  bina payal ke hi baje ghunghru 

meri janejana kya cheez hai tu mujhko to jaa se aziz hai tu

itni na kar tarif meri jaanu main to jaanu chahat kya teri

teri ulfat ka nasha chha gaya kuchh bhi ho janeja maza aa gaya

dhire dhire duniya se dur hui ishk me tere main to chur hui

akhiya milaye kabhi akhiya churaye, kya maine kiya jaadu

akhiya milaye kabhi akhiya churaye, kya maine kiya jaadu

kabhi ghabraye kabhi gale lag jaye tera khud pe nahi kabu

bina payal ke hi baje ghunghru  bina payal ke hi baje ghunghru 

akhiya milau kabhi akhiya churau, kya tune kiya jadu

akhiya milau kabhi akhiya churau, kya tune kiya jadu

kabhi ghabrau kabhi gale lag jau mera khud pe nahi kabu

bina payal ke hi baje ghunghru  bina payal ke hi baje ghunghru 

bina payal ke hi baje ghunghru bina payal ke hi baje ghunghru

Explore this song