Roman script

ajnabi khwab mein dekha tha jo, ho tum wahi

dil mujhe le chala, chal pada main to wahi

raat din main jaagta hu, beete pal ko sochta hu

har kadam ko dekhta hu main

kuchh to naya ehsaas hai, jo mera man ud raha

roke se bhi rukta nahin, kis or ye mud raha

bunde giri khwahisho ki to main

ek pal bhi na khud mein raha

ajnabi khwab mein dekha tha jo, ho tum wahi

dil mujhe le chala, chal pada main to wahi

khushbu ghuli jazbaat mein, jaane paheli hai kya

baithe huye socha karu, ye kyaa mujhe ho gaya

jhonkha koyi ek anjaan sa, dhadakno ko meri chhu raha

ajnabi khwab mein dekha tha jo, ho tum wahi

dil mujhe le chala, chal pada main to wahi

raat din main jaagta hu, beete pal ko sochta hu

har kadam ko dekhta hu main

raat din main jaagta hu, beete pal ko sochta hu

har kadam ko dekhta hu main

ajnabi khwab mein dekha tha jo, ho tum wahi

dil mujhe le chala, chal pada main to wahi

Explore this song