Roman script

aji ulft to khusiyo ki kahani kon kahta hai

hasino ke sitam ko meharbani kon kahta hai

are ja ja gajab hai kahar hai tufn hai afat hai

hasino ki jawani ko jawani kon kahta hai

are humne unke samne pahle to khanjar rahk diya

fir kaleja rakh diya dil rakh rakh diya sar rakh diya

humne unke samne pahle to khanjar rahk diya

maine jab pucha meri jan sakal hai kaisi meri

walla kya sakal payi hai maine jab pucha meri jan

sakal hai kaisi meri are bewafa ne samne

are bewafa ne samne lakar tamatar rakh diya

bewafa ne samne lakar tamatar rakh diya

humne unke samne pahle to khanjar rahk diya

fir kaleja rakh diya dil rakh rakh diya sar rakh diya

apne aashik ko meri jan tune pahchana nahi

are ek din me pyar ka haye

ek din me pyar ka naksha badal kar rakh diya

ek din me pyar ka naksha badal kar rakh diya

humne unke samne pahle to khanjar rahk diya

fir kaleja rakh diya dil rakh rakh diya sar rakh diya

hamse shikwa kisliye dunia se shikwa kijiye

are jisne apne darmaya haye

jisne apne darmaya lakar mukaddar rakh diya

jisne apne darmaya lakar mukaddar rakh diya

humne unke samne pahle to khanjar rahk diya

fir kaleja rakh diya dil rakh rakh diya sar rakh diya

Explore this song