Roman script

aaha rehne do chanda badli me

aji rehne do chanda badli me

didar se jayda maja intjaar ka 

didar se jayda maja intjaar ka 

rehne do chanda badli me

aji rehne do chanda badli me

kuch tum tarso kuch hum tarse dil dhadke ankhiya tadpe

kabhi iss karvat kabhi us karvat

kabhi iss karvat kabhi us karvat ye raat milan ki biti to

socho rang sajega khilega kitna pyar ka pyar ka

didar se jayda maja intjaar ka haye

rehne do chanda badli me 

aji rehne do chanda badli me 

chhod bhi do ab tod bhi do

chodh bhi do ab tod bhi do ye juthe filmane

varna kya sochenge meri aanko ke may khane

aaj ki raat na hasil ho aap na apna kaatil ho

ikrar se pahle rang jame inkar ka

inkar ka didar se jayda maja intjaar ka hay

rehne do chanda badli me

aji rehne do chanda badli me

kuch aankh kahe kuch dil bole ho raat jawa hole hole

jab nach nach ke thak jaye ye gunguru payal ke

to ban ke sahara le lu mai dildar ka 

dildar ka didar ka se jayda maja intjaar ka 

rehne do chanda badli me

aji rehne do chanda badli me

didar se jayda maja intjaar ka hay 

rehne do chanda badli me

aji rehne do chanda badli me

Explore this song