Roman script

aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma 

is aap ke andaaz ka haaye kya kehna

aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma 

is aap ke andaaz ka haaye kya kehna

aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma 

uff yeh gussa kaali aankhen ho rahi hai gulaabi 

aap ki to yeh adaa hai aur kisi ki kharaabi

arre re maine tumhe dekha sirf dekha maaniye kehna

maine tumhe dekha sirf dekha maaniye kehna

aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma 

is aap ke andaaz ka haaye kya kehna

aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma 

aarzoo thi chand lamhe yoon hi chalte phirte

betaqalluff hoke tumse chand baatein karte

arre re tum jo haseen the dil ne chaha saath hi rehna

tum jo haseen the dil ne chaha saath hi rehna

aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma 

is aap ke andaaz ka haaye kya kehna

aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma

Explore this song