Roman script

Aji Is Faani Duniya Me 
Mohabbat Ke siva kya hai 
Aji Is Faani Duniya Me 
Mohabbat Ke siva kya hai 
aji chodo ji chodo ek 
tum ho bas main dhara kya hai 
aji chodo ji chodo ek 
tum ho bas main dhara kya hai 
mohabbat agar na hoti kyu 
chamak hoti sitaro main 
ghataye jhumti kyu phool 
kyu khilte baharon main 
jo sach pucho mohabbat hi 
khuda hai aur khuda kya hai 
jo sach pucho mohabbat hi 
khuda hai aur khuda kya hai 
aji chodo ji chodo ek 
tum ho bas main dhara kya hai 
aji chodo ji chodo ek 
tum ho bas main dhara kya hai 
kadam kaise uthe kanto 
bhari hai pyar ki rahe 
kahi bikhre huye aasoon 
kahi bikhre huye aahe 
chale jo pyar ki raho par 
unhe aakhir mila kya hai 
chale jo pyar ki raho par 
unhe aakhir mila kya hai 
aji chodo ji chodo ek 
tum ho bas main dhara kya hai 
aji chodo ji chodo ek 
tum ho bas main dhara kya hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Mubarak Begum