Roman script
baadab bamulaija hoshiyar ajab sawari gazab sawar bin paise ka tamasha yaar ajab sawari gazab sawar bin paise ka tamasha yaar ae chhat nahi engine nahi, nahi darwaja pichhe nahi sena koi aage nahi baja jiske ander yara ek phuljhadi jo hai nakchadhi ek phuljhadi jo hai nakchadhi tasrif la rahi hai my foot maharani aa rahi hai, maharani aa rahi hai maharani aa rahi hai, maharani aa rahi hai kah gaye bujurag humare abhiman bura hai pyare kah gaye bujurag humare abhiman bura hai pyare unchi chhlang jo mare ke bal wo girta re jara ye chaal dekho paresha baal dekho kya banaya hai akad ne jo inka haal dekho phir bhi itra rahi hai you stupid maharani aa rahi hai, maharani aa rahi hai maharani aa rahi hai, maharani aa rahi hai haye kitni sunder ladki ise kyu chhed rahe hp tumhara satyanash ho tumhara satyanash fauji bhi mile hai pakke jinke dekh ke chhute chhakke fauji bhi mile hai pakke jinke dekh ke chhute chhakke jisne julus ye dekha sare hai hakke bakke are ye shan wallah ke main kurban wallah hatheli pe rakhe hai diwane jaan wallah bhauchal utha rahi hai maharani aa rahi hai, maharani aa rahi hai maharani aa rahi hai, maharani aa rahi hai maharani ka ye mahal hai bhuto ki chahal pahal hai maharani ka ye mahal hai bhuto ki chahal pahal hai sangmarmar ki diware dharti pe bichhi makhmal hai ye diwane khas hai wo diwane aam hai waha aaram gaah hai jaha ghusna haram hai kuch kahne ja rahi hai i say get loss maharani aa rahi hai, maharani aa rahi hai maharani aa rahi hai, maharani aa rahi hai ajab sawari gazab sawar bin paise ka tamasha yaar ajab sawari gazab sawar bin paise ka tamasha yaar chhat nahi engine nahi, nahi darwaja pichhe nahi sena koi aage nahi baja jiske ander yara ek phuljhadi jo hai nakchadhi ek phuljhadi jo hai nakchadhi tasrif la rahi hai my foot maharani ja rahi hai, maharani ja rahi hai maharani ja rahi hai, maharani ja rahi hai
Song details
- Singer: Jolly Mukherjee
- Singer: Shailendra Singh
- Singer: Mohammed Aziz
- Singer: Sukhwinder Singh
- Film / album: Mera Dil Tere Liye (1991)
- Composer: Ravinder Rawal
- Lyricist: Babul Bose
- Actor: Shaila Kapoor
- Actor: Arun Bhalla
- Actor: Raza Murad
- Actor: Kader Khan
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Mamta Kulkarni
- Actor: Dinesh
- Actor: Anjana Mumtaz
- Actor: Neeraj
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Arun Verma
Song video
singer: Jolly Mukherjee, Shailendra Singh, Mohammed Aziz, Sukhwinder Singh