Roman script

ajab khel hai tera jalim jamana 

kisi ko hasana kisi ko rulana 

ajab khel hai tera jalim jamana 

kisi ko hasana kisi ko rulana 

ajab khel hai 

kahi tune ujade huye ghar basaye 

kahi tune ujade huye ghar basaye 

kisi ko kahi kar diya bethikana 

kar diya bethikana 

ajab khel hai tera jalim jamana 

kisi ko hasana kisi ko rulana 

ajab khel hai 

kisi ko to di tune duniya ki daulat 

kisi ko to di tune duniya ki daulat

kisi ko diya aansuo ka khajana

kisi ko diya aansuo ka khajana

aansuo ka khajana

ajab khel hai tera jalim jamana 

kisi ko hasana kisi ko rulana

ajab khel hai 

tera bhed ab tak na paya kisi ne 

tera bhed ab tak na paya kisi ne 

kisi ne na samjha kisi ne na jana 

haye kisi ne na jana

ajab khel hai tera jalim jamana 

kisi ko hasana kisi ko rulana 

ajab khel hai

Explore this song