Roman script

ajab hamari hai zindagani

kabhi andhera kabhi ujala

ajab hamari hai zindagani

kabhi andhera kabhi ujala

hai ye hi jivan ki ik kahaani

kabhi andhera kabhi ujala

kabhi hai milna kabhi bichhadana

kabhi hai rona kabhi hai gana

kabhi hai milna kabhi bichhadana

kabhi hai rona kabhi hai gana

hai khwab aisa ye zindagani

kabhi andhera kabhi ujala

hai ye hi jivan ki ik kahaani

kabhi andhera kabhi ujala

kabhi to mausam judaai ka hai

kabhi hain ghadiya madhur milan ki

hai gam ki manzil to aani jaani

kabhi andhera kabhi ujala

hai ye hi jivan ki ik kahaani

kabhi andhera kabhi ujala

Explore this song