Roman script

hamri atariya pe aiyyo balam ji 

hamri atariya pe aiyyo balam ji

naino ke penche lad jaaye haaye re

naino ke penche lad jaaye

hamri atariya pe aiyyo balam ji

hamri atariya pe aiyyo balam ji

naino ke penche lad jaaye haaye re

naino ke penche lad jaaye

mann ke kewadiya

mann ke kewadiya kholo balam ji

sab din ke jhagde mit jaaye haaye re

naino ke penche lad jaaye haaye re

naino ke penche lad jaaye

phulwaari dil ki sooni padi hai

barkhaa jhadi ban aaye

barso jhamaajham angnaa me more

balmaa ye man bhar aaye

tohre kaaran haaye

tohre kaaran hum to balam ji

beech bajariya lut jaaye

naino ke penche lad jaaye haaye re

naino ke penche lad jaaye

hamri atariya pe aiyyo balam ji

hamri atariya pe aiyyo balam ji

naino ke penche lad jaaye haaye re

naino ke penche lad jaaye

Explore this song