Roman script

etbar nahi karna, intazaar nahi karna

etbar nahi karna, intazaar nahi karna

had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna

ikrar nahi karna, jan nisaar nahi karna

had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna

had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna

manzile bichad gayi raste bhi kho gaye

aaye phir na laut ke jo divane ho gaye

chahto ki bebasi duriyo ke gam mile

beqarariya mili chain yar kam mile

beqarar nahi karna, intazar nahi karna

had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna

had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna

koi to wafa kare koi to jafa kare

kisko hai pata yaha kaun kya khata kare

aisa na ho ishk me koi dil ko tod de

bich raah me sanam tera sath chhod  de

izhar nahi karna, intzar nahi karna

had se bhi jyada tumkisi se pyar nahi karna

had se bhi jyada tumkisi se pyar nahi karna

etbar nahi karna, intazaar nahi karna

had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna

had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna

Explore this song