Roman script

aisi shaam na kabhi aayi hai

aisi shaam na kabhi aayegi

aisi shaam na kabhi aayi hai

aisi shaam na kabhi aayegi

aankho se aankhe mila lo jani tum

aisi shaam na kabhi aayi hai

aisi shaam na kabhi aayegi

aisi shaam na kabhi aayi hai

rato ko ujala kare chandi sa badan dekho mera

rato ko ujala kare chandi sa badan dekho mera

jaha jaha jaungi main waha kaise rukega andhera

tere dil ko karar dungi gori baaho ka haar dungi

zulfo ki khusbu me jhumo jani tum

aisi shaam na kabhi aayi hai

aisi shaam na kabhi aayegi

aisi shaam na kabhi aayi hai

gale me jo haar dale unki mehak hai suhani

gale me jo haar dale unki mehak hai suhani

mere tere pyar ki to inme chhupi hai kahani

mera dil hai gulam tera 

mere hotho me hai naam tera

palko me apni chhupa lo jani tum

aisi shaam na kabhi aayi hai

aisi shaam na kabhi aayegi

aisi shaam na kabhi aayi hai

aisi shaam na kabhi aayegi

aankho se aankhe mila lo jani tum

aisi shaam na kabhi aayi hai

aisi shaam na kabhi aayegi

aisi shaam na kabhi aayi hai

Explore this song