Roman script

aisi jaldi bhi kya hai sanam

jara athrah ki hone to do

ho aisi jaldi bhi kya hai sanam

jara athrah ki hone to do

abhi darti hu mai wada karti hu mai

abhi darti hu mai wada karti hu mai

jo kahoge ji mangungi wo

jara athrah ki hone to do

ho aisi jaldi bhi kya hai sanam

jara athrah ki hone to do

abhi darti hu mai wada karti hu mai

abhi darti hu mai wada karti hu mai

jo kahoge ji mangungi wo

jara athrah ki hone to do

in isharo se mujhko na bahkaiye

meri bali umar pe raham khaiye

in isharo se mujhko na bahkaiye

meri bali umar pe raham khaiye

waqt aane pe mai paas aa jaungi

dur se hi abhi saukh farmaiye

aapse hai meri iltiza

aise has has ke mat jaan lo

abhi darti hu mai wada karti hu mai

abhi darti hu mai wada karti hu mai

jo kahoge ji mangungi wo

jara athrah ki hone to do

abhi phulo pe wo rang aaya nahi

nasha chadti jawani ka chhaya nahi

abhi phulo pe wo rang aaya nahi

nasha chadti jawani ka chhaya nahi

aap inko meri berukhi na kahe

haal-e-dil aapse to chhupaya nahi

aur bhi aayega phir maza

aur thodi si dhiraj dharo

aur bhi aayega phir maza

aur thodi si dhiraj dharo

abhi darti hu mai wada karti hu mai

ha abhi darti hu mai wada karti hu mai

jo kahoge ji mangungi wo

jara athrah ki hone to do

ho aisi jaldi bhi kya hai sanam

jara athrah ki hone to do

abhi darti hu mai wada karti hu mai

abhi darti hu mai wada karti hu mai

jo kahoge ji mangungi wo

jara athrah ki hone to do

Explore this song